NAWHA LYRICS
Abhi aathi hai sakina ki saadaein
logo
Ab Bhi Aati hai Sakina
Ki Sadain Logon Hai Zindaano Sai
Merai Baba Sai Mila Do Main Duain Dun gi, Siskian lai kai jo kehti thi
musalmano sai
1) Bolai Sajjad Sakina yeh muqaddar tera
Bai Qafan tuj ko liyai phirta hun bazaron main
Aur Lahu aj bhi jaari terai kaano sai
.....
2) Ja Kai Maqtal Main Pukari Yeh Sakina ro ker
Bahiya Qasim merai Akber tum kahan ho sarai
Merai Baba ko bacha lo aakai Shaitanon sai
.....
3) Jab chalee ghar say teray saath sabeen thay Zainab
Auno Muhammado Akbar yaad atay hongay
Laut kay atee jo hogee tu abhee khaano say
.....
4) Labai Derya sai Alamdar ki aayi yeh Sada
Ai Sakina tuj sai sharminda hai cha cha tera
Paani phoncha na saka hai katai shano sai
.....
5) Aj adhan pay aik waqt faza main goonji
Sani-e-Zehra kai khutbon ko dabanay kai liyai
Shor berpa kiya derba main adhano sai
.....
6) Qaimay Alay Muhammad kay hay akhtar kee dua
Sacha Hasnain ka hai maula sadayay matam
Kis tarha hasher talak goonjay azakhaano say